कहीं आप monkey business में तो नहीं लगे हैं?
एक समय की बात है , एक गाँव में एक आदमी आया और उसने गाँव वालों से कहा कि वो बन्दर खरीदने आया है , और वो एक बन्दर के 10 रुपये देगा . चूँकि गाँव में बहुत सारे बन्दर थे इसलिए गाँव वाले तुरंत ही इस काम में लग गए .

उस आदमी ने 10 रूपये की rate से 1000 बन्दर खरीद लिए अब बंदरों की supply काफी घट गयी और धीरे धीरे गाँव वालों ने बन्दर पकड़ने का प्रयास बंद कर दिया . ऐसा होने पर उस आदमी ने फिर घोषणा की कि अब वो 20 रूपये में एक बन्दर खरीदेगा . ऐसा सुनते ही गाँव वाले फिर से बंदरों को पकड़ने में लग गए .
बहुत जल्द बंदरों की संख्या इतनी घाट गयी की लोग ये काम छोड़ अपने खेती -बारी में लगने लगे . अब एक बन्दर के लिए 25 रुपये दिए जाने लगे , पर उनकी तादाद इतनी कम हो चुकी थी की पकड़ना तो दूर उन्हें देखने के लिए भी बहुत मेहनत करनी पड़ती थी .
तब उस आदमी ने घोषणा की कि वो एक बन्दर के 50 रूपये देगा . पर इस बार उसकी जगह बन्दर खरीदने का काम उसका assistant करेगा क्योंकि उसे किसी ज़रूरी काम से कुछ दिनों के लिए शहर जाना पद रहा है . उस आदमी की गैरमौजूदगी में assistant ने गाँव वालों से कहा कि वो पिंजड़े में बंद बंदरों को 35 रुपये में उससे खरीद लें और जब उसका मालिक वापस आये तो उसे 50 रुपये में बेंच दें .
फिर क्या था गाँव वाले ने अपनी जमा पूँजी बदारों को खरीदने में लगा दी . और उसके बाद ना कभी वो आदमी दिखा ना ही उसका assistant, बस चारो तरफ बन्दर ही बन्दर थे .
दोस्तों कुछ ऐसा ही होता है जब Speak Asia जैसी company अपना business फैलाती है . बिना ज्यादा मेहनत के जब पैसा आता दीखता है तो अच्छे-अच्छे लोगों की आँखें चौंधिया जाती हैं और वो अपने तर्क सांगत दिमाग की ना सुनकर लालच में फँस जाते हैं .
जब Speak Aisa आई थी तो मुझे भी कई लोगों ने इस join करने के लिए कहा था , पर मैंने join नहीं किया क्योंकि मैं उनके business model से संतुष्ट नहीं हो पाया . और यकीन जानिये ज्यादातर लोग संतुष्ट नहीं हो पाते , जब बहुत आसानी से पैसा आता दीखता है तो कहीं ना कहीं आपके अन्दर से आवाज़ आती है कि कहीं कुछ गड़बड़ है , पर हम ये सोच के पैसे लगा देते हैं की अगर company 6 महीने और नहीं भागी तो भी मेरा पैसा निकल जायेगा .
कई लोगों का पैसा निकल भी जाता है , पर जहाँ एक आदमी को फायदा होता है वहीँ 10 लोगों का नुकसान भी होता है यानि यदि आप अपने लाभ के लिए किसी ऐसी company से जुड़ते हैं तो आप कई लोगों का नुकसान भी कराते हैं . और अधिकतर नुकसान उठाने वाले लोग आपके करीबी होते हैं . इसलिए कभी भी ऐसे लुभावने वादों में मत आइये ; आप पैसे तो गवाएंगे ही साथ में रिश्तों में भी दरार पड़ जायेगी .
तो अब जब कभी कोई आपसे बिना मेहनत के पैसा कमाने की बात करे आप उसे इस Monkey Business की कहानी सुना दीजिये और अपना पल्ला झाड लीजिये 🙂
*Monkey Business means mischievous, suspect, dishonest, or meddlesome behaviour or acts
——————————
इन कहानियों को भी ज़रूर पढ़ें:
- सबसे कीमती चीज
- मेरी ताकत
- सफलता की तैयारी
- क्या बनना चाहेंगे आप कैरट्स , एग्स या कॉफ़ी बीन्स
- जुड़वा भाई
निवेदन : यदि यह लेख आपके लिए लाभप्रद रहा हो तो कृपया कृपया comment के माध्यम से मुझे ज़रूर बताएं.और इसे अपने Facebook friends के साथ ज़रूर share करें .

gud nice
very good……..
Respected Mishra Ji ,
Samajh nahi aa raha hai ki kaha se shuru karu , mujhe aap jaise kahanikaron ki tarah se likhana nahi ata , par aapki is kahani ko padh ke ek sawal bar bar man me aa raha hai ki aapne ” Speakasiaonline ” ka hi naam is ” Monkey business ” se kyun joda , jabaki India me aisi kam se kam 1000 companies hain jo bhag chooki hain , unka naam aapne nahi liya , speakasiaonline abhi bhagi nahi hai fir bhi aapne uska naam le liya , Aisa kyun kiya aapne , Mishra Ji ?
Ek cheej mai aapse kahana chahunga ki ye post likhne se pahale aap un logo ke bare me soch lete to ye post na likhte , jin logo ne apne khoon se rastrapati ji ko patra likha , jin logo ne dharane diye , jin logo ko EOW wale bina kisi wajah ke giraftar kar ke le gaye , Jin logo ke ghar ka chulha speakasia ke paison se jalata tha | Abhi bhi samay hai Mishra ji , mai to kahoonga 20 lakh logo ki badduaayen na le aap .
Piyush Ji,
Pehle to Itne sabhya tareeke se apni baat rakhne ke liye dhanyawaad.
Jab maine ye post pichle saal December mein likhi thi, par bas pichle 4-5 din se mujhe is tarah ke comment mil rahe hain. Mujhe andaza nahi tha kii ye itna sensitive matter ho sakta hai.
Yadi aapki ya kisi aur kii bhaavan ko thhes pahunchi hai to main kshma chaahata hun.
Maine is company ke baare mein jo logon se suna, news mein dekha aur padha usi hisaab se mera perception bana aur maine yahan uska naam liya.
App bhi neeche diye gaye articles padh sakte hain:
http://speak-asia-fraud.blogspot.in/2011/07/speak-asia-online-truth-rvelling-28.html
Respected Mishra Ji ,
Kya mai aapka email id jan sakata hoon ya aapki facebook ki id , taki mai aapko un sare group me add kar saku aur aap wahan aa ke dekhe ki company kis tarike se logo ke paise dene ke liye lad rahi hai .
achhikhabar@gmail.com
Speakasia me case me kahani ko twist hai. Yaha monkey kharidane ke liya assistant to advance payment bhi ki ja rahi hai.
dosto speak asia jaisi company agar kisi desh mein ho to us desh mein ek bhi berojgaar nahi rahega… Speak asia ko badnaam karna band karo… Yeh to hamare desh ke politician hain jinki wajah se aaj speak asia logon ko paise nahi de paa rahi hai… Ek baar aur jaan lo dosto ki speak asia bahot jald wapas aa rahi hai… Aur apne desh main ek nayi history banayegi… Note it…
abhi to apne bahut hi achchhi kahani sunai. sunkar to kisi ko bhi sahi lagega bhai. lekin apne ek galti kar di hai kahanikar mahoday ji jo ki apne speak asia co. ka nam le liya hai. kyuki co. abhi bhagi nahi hai. uska case abhi court me chal raha hai. aur co. ne supreme court me bataur security 50 crore deposit kiya hai. agar usko kam nahi karna hota to kyu deposti karti. aur co. ne kabhi bhi paisa dene se inkar nahi kiya hai. jab use hamare government agencies dene de to na voh de.
Chaliye fiasle ka intezaar kar lete hain…par agar company sahi hai to jinka paisa bacha hai wo de kyun nahi deti…hazaron crore kama kar 50 crore jama karna koi badi baat nahi hai..aur jara common sense bhi to lagaiye agar koi itni teji se paise badhane kii kala jaanta to saare bada-bade udyogpati isi kaam me paisa laga dete…easy money kahiniyon me hoti hai reality mei nahi.
Dear Mishra ji
Co. to abhi hi payment karna chahati hai par uska website vapas to mile. aapne jo kaha hai ki co. ke pas bahut paisa hai ye sach baat hai. 50 crore se kya hoga ye to co. ne court ke kahne se deposit kiya hai. co. aage bhi kah rahi hai ki abhi agar mediator Mr. Justice lahoti ji kahenge to aur bhi jama kar sakti hai.
Co. abhi court ke faisle ka intjaar kar rahi hai Mr. Gopal ji.
aur rahi bat itna jyada paise ye kaise de rahi hai ye to usne court me hi bata diya hai. jara apna common sense use kariye kya koi apna income ka jariya kisi ko batata hai.
Agar apko jankari leni hai to mai usko bata sakta hu. apke samne siddh kar sakta hu.
Kya bhagne wali co. ki list me kewal speak asia ka hi naam apko yaad hai. saikro co. survey base par work kar rahi thi apne kisi ka name nahi liya. Jiska case supreme court me chal raha hai us par aap kaise baat kar sakte hai.
Chaliye is behas ko Supreme court ka decision aane tak rok dete hain. Decision aane par aage charcha karenge. Ishwar se yehi prarthna hai kii jinke paise lage hain wo wapas mil jaye.
Thanks Pradeep jii
mujhe to sahi lagi ye story or ye example bhi sahi h bhaai actully company bol rahi h ki bhaai m aapkey paisey de dungi kaha bhaagey jaa rahi hu but aap ne ye socha ki bhaagey to nahi jaa rahi ho but de bhi to kaha rahi ho. that solve
Dear Gopal ji,
muje aapki khani bahuuuuuut achi lagi hai. Aur acha kiya ki aapne ek fraud company ka naam bhi openly likha hai. dusra please jo is fraud compnay ko support ker rahe hai ye different id’s ek hi insaan ki lagti hai. so please kisi gadhe ke aage bin baja ke samjane ka koi fayeda nahi hai. aapne sahi kha hai ki 1000 crore kamane ke baad 50 crore dene me company koi harj nahi tha.
khani aur sirshak bilkul uchit hai. Thanks..
सही कहा भाई. कुछ दिन पहले एक परिचित ने RPM के चक्कर में फंसाने की कोशिश करी लेकिन अपने दिल ने ऐसे धंधे में उलझना गवारा नहीं किया.
sir ise story ke madyam se appne bahut accha massge diya hai kyoki aje kal hum sabhi jaldi amir banne ke chakar me appne mahnaat ke kamai in farzi kampani me laga dete hai
bahut achi sikh hai
THE STORY WAS A IMAGINARY STORY BUT THAT DOSENT MATTER THE THEME MATTERS AND I WAS REALY IMPRESSED BY THE THEME.
THESE THINGS MAKE US LEARN A LOT.